Na Duaa Maangi Na Koi Guzarish Ki
“Na Duaa Maangi Na Koi Guzarish Ki
Na Koi Fariyad Na Koi Numaish Ki
Jab B Jhuka Sar Khuda Ke Aage
Hum Ne Bas Apki Khusi Ki Khwish Ki.!!”
Samosha thanda kar ke khayein…
Samosha said to Aaloo : Jab main Fry hota hoon to Tumhe Cover kar ke Garam Oil se Bacha leta hoon coz I love you…
Aaloo said : Jab log Tumhe Fry hone ke Fauran baad khate hain to main unka muh jala deti hoon coz I love you too…
…………
…………
…………
…………
…………
…………
…………
…………
Moral : Inki Love Story pe na Jayein…
Samosha thanda kar ke khayein…!!;)
मुझे तुम से मोहब्बत है बताना भुल जाता हूँ…
ज़रूरी काम है लेकिन रोज़ाना भुल जाता हूँ,
मुझे तुम से मोहब्बत है बताना भुल जाता हूँ.
तेरी गलियो में फिरना इतना अच्छा लगता है.
मैं रास्ता याद रखता हूँ ठिकाना भुल जाता हूँ.
बस इतनी बात पर मैं लोगो को अच्छा नही लगता,
मैं नेकी कर तो देता हूँ पर जताना भुल जाता हूँ,
शरारत ले के आंखो मे वो तेरा देखना,
तौबा मै तेरी नज़रो पे जमी नज़रे झुकाना भुल जाता हूँ,
मोहब्बत कब हुई कैसे हुई सब याद है मुझको..
मै कर के मोहब्बत को भुलाना भुल जाता हूँ…
She lost one who relly loved her…
A boy proposed a girl, she regected. He was not sad. Friends asked “why you are not said?” Boy : Why should I be sad..? ” I lost one who never loved me, but she lost one who relly loved her…
yaadein hi hain jo jeene nahi deti…
Is duniya mein sab kuch bikta hai fir judai riswat kyon nahi leti,marta nahi hai koi kisi se juda hokar, bas yaadein hi hain jo jeene nahi deti…
Sirf tum se mohabbat karta hoon!!!
ek din kaante ne phool se poocha kI “aye phool!”
mujhe tumhari mohabbat se kya haasil hua?
mujhe dekhte hi har koi apne teevar badal leta hai shayad
iss liye k main unhein zakhmi kar deta hoon
or Duniya tum par marti hai,
tumhari khushboo lene ko tarasti hai,
lekin mujhe tumhari mohabbat se kya milla?
Phool yeh sada sun kar muskuraya or kehne laga
tumhein to khush hona chahiye jiss par duniya marti hai!!
woh tumharay baghair ek pal nahin reh sakta.
jab mujhe koi tum se juda karta hai,
to mein mar jata hoon!!
kyon ki main
Sirf tum se mohabbat karta hoon!!!
When lots of people starts to love you..
When lots of people starts to love you,
You may get confused whom to love,
Just tell them I hate you,
Everyone will get back,
But not the person who loves you truly.
Agar Jahan Mein Kambakhat Ye MoHaBaT Na Hoti..
Shararat Na Hoti Shikayat Na Hoti,
Naino Mein Kisi Ki Nazakat Na Hoti,
Na Hoti Bekarari Na Hote Hum Tanha,
Agar Jahan Mein Kambakhat Ye MoHaBaT Na Hoti,
Na Hote Ye Sapne Ye Khwabon Ki Duniya,
Kisi Ko Chahat Ki Tamana Na Hoti,
Na Julfo Ki Chaya Na Phulo Ki Khushbu,
Yandon Mein Unki Ye Raat Na Katati,
Jo Na Hoti MoHaBaT Ye Ansu Na Hote,
Dil Bhi Na Khote Aaj Tanha Na Hote,
Diwano Si Apni Ye Halat Nahi Hoti,
Agar Jahan Mein Kambakhat …
Kassh Ye MoHaBaT Nahi Hoti !!!!!!!!!!
Intezaar Ki hadd thi…
Unse pyar kiya yeh pyar ki hadd thi,
Usko dil diya yeh aitbaar ki hadd thi,
Mar gaye aur aankhein khuli rakhi…
Yeh tumhare intezaar ki hadd thi…
Hum Nahi Bhul Payenge.
Tum Door Karana Chahti Ho Door Chale Jayenge,
Tum Hume Bhulana Chahti Ho Par Hum Nahi Bhulayenge,
Pyar Kiya Hai Tumse To Use Jaroor Nibhayenge,
Tum Hume Bhool Jaogi Par Hum Sari Umar Nahi Bhul Payenge.
i will never forget to remember u..!
Remember to remember me….
forget to forget me…..
even if u remember to forget me…..
i will never forget to remember u..!
I love U…
If Your asking if I Need U the answer is 4Ever..
If Your asking if I’ll Leave U the answer is Never..
If Your asking what I value the Answer is U..
if Your asking if I love U the answer is I do.
Isliye woh laut jati hai…
Lehron ko pyaar tha kinaro se,
Par uss ki shaadi ho gayi sagar se,
Kinaro ki cahhat lehron ko kheench lati hai,
Par badnaam na ho mohabbat is liye woh lot jati hai…


