aapka message churaya huwa hota hai…
Woh kahate hai hum se ke aapka message churaya huwa hota hai, Woh kahate hai hum se ke aapka message churaya huwa hota hai, Yu to net par SMS ka khazana hota hai, Kuchch to kadar kar aye jalim, Aakhir selection to hamara hota hai…
Shaam chirago se saja rakkhi hai..
Shaam chirago se saja rakkhi hai..
Shart logo se laga rakkhi hai,
shayad aa jaye koi humse bhi zyada pyasa,
yahi sochkar thodi si bacha rakkhi hain…
Dosti pyar wali…
Dil ne socha khat likhu,
mili na shayari pyar wali.
Phir socha likhu phool se,
mili na dali gulab wali.
Isliye sms bhej rahi hu taki toote na dosti pyar wali.
Yaad kisiko aane lagi hai!!
Yeh hichkiya kyon mujhe aane lagi hai,
Fizao se bhi yeh siskiya aane lagi hai,
Yeh sochkar dil hai bahut khush aaj,
Ki yaad hamari bhi kisiko aane lagi hai!!


